Mujhe joh chahiye ... uska maaza sirf raat ko hi aata hai
Taarif mein gaali de rahe ho yah gaali mein taarif kar rahe ho
Aaise mat dekho ... lagta hai marinated murghi ko tandoor dekh raha hai
Kuch logo ka naam unke kaam se hota hai ... mera badnaam hoker hua hai
(Ek mahine ka waqt hai, sirf ek mahina) ... Mahina humein gin'na aata hai sahab ... har baar saala laal karke jaata hai
Tumhe apne bharose pe bhi bharosa nahi tha
(Kya hai aapki age?) - Main beete huye kal se ek din badi hoon ... aur aane wale kal se ek din choti hoon ... now you do the math
Aap jise zubaan se kotha aur dimag mein randikhana soch rahe hai na ... yeh mera ghar hai, mera watan ... aur isse pehle ke koi humein yahan se hataye ... hum uske haath, pair aur jism ka woh kya kehte hai, partition kar denge
Baap, bhai, beta, shohar ... Begum Jaan ki chaukhat ke us paar hard mard murgha hota hai ... teen taangon wala murgha
Har maa yehi chahti hai na ki uski beti usse sirf ek maa ki tarah nahi ... kabhi kabhi genius ki tarah bhi dekhe
Tawaif ke liye har din ek jaisa hota hai ... ek baar batti bujhi, toh sab ek
Jinke sar pe rajaon ka haath hai na ... unko pyadon ki maddat ki zaroorat nahi padti
Maine hamesha socha tha ki mera sapna aapke pyar se poora hoga ... aapke reham aur aapki daya se nahi
Teaching means learning every day
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory