Rishta todne waale sab kuch kho dete hai ... jodne waale hamesha aabad rehte hai
Yeh namak ... namak haraamo ke zakhmo ko jalata hoga ... namak halaalo ke nahi
Aaj pehli baar pata chala ki ... sabhi goron ka dil kaala nahi hota
Apne aadmiyon se kaho bandookein phek de ... varna tumhari arthi par rone ke liye koi bachega nahi
Baap ki arthi bete ke kandhe pe jaya karti hai ... bete ki arthi baap ke kandhe pe nahin
Hum mein khilane waale haath abhi pehda nahi hue
Zabaan agar meethi ho toh apno ka bhi kaam ho jata hai ... aur doosron ka bhi
Maine revolver pehli baar uthaya hai ... lekin itna jaanta hoon ki trigger dabane se goli chalti hai
Ungliyaan kaant dene se haath nahi kat jaata
Aadmi joh kuch bhi soochta hai lekin kar nahi pata ... ussi ko kar dikhana mera kaam hai ... aur genius mera naam hai
Achha kaam karoge toh us hi tarah uska swagat hoga ... nahi karoge toh hum apne tareeke se uska swagat karenge
Kabhi kabhi burai ka anth burai khud hi kar daalti hai
Zabaan kabu mein rahe toh zabaan rehti hai ... bekabu ho jaye toh kataar bankar ki masoom begunah ka seena cheer sakti hai
Apradh agar pataal ke andheron mein bhi chup jaye ... toh bhi sazaa peecha karte hue wahan pahunch jaati hai
Jab pani whiskey ke bina badh sakta hai ... toh soch whiskey pani ke bina kitna chad sakti hai
Save it for the Friday in the theatre ... taali bajegi everyday and later
Khat kabutar kis tarah le jaye bam-e-yaar par ... par kattarne ke liye hai kaichiyan deewar par ... jawab hai ki khat kabutar is tarah le jaye bam-e-yaar par ... khat ka mazmoon ho paron par, par katte deewar par
Hum do hamare do, teesra kabhi na ho ... patni se bhaiya door raho, kitni bhi adhchan ho
Bade logon ke haath nahi alfaaz istamal hote hai ... jinke ishaare par chote log choriyan karte hai
Kalyug mein chamatkar ko hi namaskar kiya jaata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory