Tumhari jaisi ladki ke saath koi do teen din nahi bita sakta ... poori zindagi bita sakta hai
Apun ke signal pe rukne waali yeh sab gaadiyan hai na ... apne model aur keemat ki oonch neech ko ek taraf rakh ... kandhe se kandha milake aaise khadi rehti hai na ... maano ki apne signal ko izzat de rehli ho
Love is loveless ... I am jobless
Mumbai ek aaisi machine hai joh din raat chalti rehti hai
Jab bhi hum mein lagta hai ki hamare paas koi rasta nahi hai ... toh us waqt bhi hamare paas koi na koi rasta zaroor hota hai
Sunehre aksharon mein jayegi aapki kahani rachi ... aur cheer dalenge hum tumhari jaan bachi kuchi
Signal pe rukne waale har ek aadmi ke bheje mein ek-hich tension rehta hai ... ki kab yeh signal apna rang badle aur kab woh idhar se nikal jaye ... idhar bitayele dus se pandra second bhi, saale ko ghante ke maafit lagte hai
Uske liye ghun nahi gun ki zaroorat hoti hai ... aur Guddu ki gun khara sona hai
Pahadon pe sunrise dekhne jaisa aur samundar kinare sunset dekhne jaisa aur kuch nahi hai
Apni poori zindagi hi filmy hai
Pyar ke bagair mar marke jeene se achcha hai ... ke kuch hi pal pyar mein jeeke mar jaao
Dheere dheere pyar ko badhana hai aur hadh se guzar jaana hai ... pyar, mohabbat, dosti, I don't know ... lekin woh joh hadh se guzar jaane waala part hai na ... woh ho jayega
Aapki pehchaan woh nahi hoti joh koi aur aapko de ... aapki pehchaan woh hoti hai joh koi aapse le na sake
Star banne ki recipe bahut hi simple hai ... ek cup Amitabh ka talent li jiye, usse barson dheemi aanch par rakhiye ... uske baad us mein aada cup Shahrukh ka charm mila di jiye ... usse ubaaliye ... uske baad us mein do chamach Aamir ki intensity, ek chamach Hrithik ka dance ... is sabko achchi tarah mix kar di jiye ... uske baad us mein Salman ke looks ka takda laga di jiye ... bas aapka superstar tayaar hai
Khuli aankhon se dekhta hoon kyun khwaab aaj kal ... uske chehre se kyun hai gulaab aaj kal
Aate se hoga keval ghaata ... agar khaoge band gobi toh dukaan band hogi ... agar khaoge butter toh down hoga shutter ... pyaaz se badega byaaj aur sauce se hoga sirf loss ... issi liye khao keval daal aur kamao dher sara maal
Wah upar wale ... tu jab bhi leta hai na ... thappad maar maarke leta hai
Zindagi badi cheezon se nahi ... balki chote chote lamhon ko sametkar banti hai
Tum apne baap ko hi khanjar dikha rahe ho kanjar ... ek laafa denge aur zindagi kar denge banjar
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory