Pyar ho gaya hai tujhse ... har jagah sirf tera hi chehra dikhne wala pyar ... real life mein background music bajne wala pyar ... haath pakad ke zindagi bhar khamosh rehne wala pyar ... hamesha hamesha wala pyar ho gaya hai tujhse
Asli himmat woh hoti hai joh darr ke bawajood jutani padti hai
Kabhi kabhi do lamho ka saath zindagi bhar ki mohabbat de jaata hai ... aur kabhi kabhi zindagi bhar ka saath bhi do lamhon ki mohabbat nahi de paata
Jab shareef log hamare kothe pe aate hai ... toh hamara naam hota hai aur woh badnaam ho jaate hai
Log humein beimaan samajhte hai ... koi baat nahi ... beimaani ka kaam karne ka imaandari ke saath ... poore imaandari ke saath
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory