Aap humko bahar dhoond rahe ho ... aur hum aapka aapke ghar mein intezaar kar rahe hai
Main hoon sikandar ... lekin ab joh hoga woh sikandar ka muqaddar hoga
Itni popularity toh hai ... PM, CM ka pata nahi ... MLA, MP toh ban hi jaunga
Jahan jahan sardar, wahan wahan gurudwara aur langar ... koi bhooka nahi marta
Sache dil se ki gayi sau galatiyan maaf ... jaan bujh kar ki gayi ek bhi galati ke liye koi maafi nahi
Kayde mein raho, fayde mein rahoge ... varna shamshan ya kabristan mein rahoge
(Insaaf dilayega tu?) - Insaaf nahi, saaf karne aaya hoon
Suna hai ki bahut sare log mere peeche pade hai ... bas mere mudne ki der hai
Vadam vadam par likha hai khane wale ka naam ... aur kadam kadam par likha hai aage badne wale ka naam
Ab maafi mat maangna ... kyun ki mujh mein ab maaf karne ki shamta nahi hai
Jaao bhai Ganga mein dubki maar lo ... varna tumhara koi future nahi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory