Zindagi ka koi bharosa nahi hai ... lekin ek baat ka bharosa hai ... life insurance ka
Bhook lagegi toh aam ke pedh ke upar chadkar aamiya kha lenge ... pyaas lagi toh kuaan se pani pee lenge ... neend lagi toh peepal ke pedh ke neeche soo lenge ... aur aapka yaad aaya toh chup-chap akele mein ro lenge
Ab ishq waalon ki duniya hogi tehas-nehas ... jab ghar ghar pahunchega yeh MMS
Kaun khada hai, kaun adda hai ... aye Manoranjana meri jaan, yeh bhootnath aaj phir tumhare peeche pada hai
Yeh zindagi ke mele duniya mein kam na honge ... of course hum na honge, almost hum na honge, at the most hum na honge
Le pakad khambha ... do ghoont mein tujhe dikhne lagegi Menaka aur Rambha
Har patni bidaai ke waqt rone ka dhong karti hai ... phir poori zindagi pati ko rulati hain
Apne dukhon ka khadhhar road ab khatam hone jarela hai ... aur khushiyon ka flyover aane jarela hai
Yeh show business hai ... is mein joh dikhta hai woh bikta hai ... lekin woh kahan dikhta hai isse tay hota hai ki woh kitne mein bikta hai
Hum mein di pyar ki sazaa ... aur khud ladki ke saath maar rahe hai mazaa
Leave my red rose you bloody red bullies ... varna tum sabka red red blood flow hoga in all the gallis
Ek baar joh biwi ke saamne jhuka ... samjho jhukta hi chala gaya
Is aashiq ki sachi mohabbat kubool karke tu lele yeh gulaab ... phir tujhe apne haathon se pakaake khilaonga shahi galouti aur tandoor kabab
Haadse batakar nahi hote
Ek baar joh humne tarkaari pakka li ... ungliyan chaat chaatke khaye Bihari ho ya Bengali
Aatma udh gayi chhodkar shareer purana ... didi tera devar deewana, kudiyon ko dale dana
Usne kaha ki karna mujhe phone ... humne kaha hum aapke hai kaun?
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory