Ladai badshah ke liye nahi hoti hai ... badshahat ke liye hoti hai
Kay Kay Menon
Main is area ki queen hoon, queen hoon ... live life queen size
Akshay Kumar
Kings sabko yaad rehte hai ... kingmakers yaad nahi rehte
Naseeruddin Shah
Baaghi kamzor ho toh usse phansi ka takhta milta hai aur taqatwar ho toh takht milta hai
Prem Chopra
Shahenshah hokar bhi tu shahenshah nahi ... insaan hokar bhi tu insaan nahi
Kabir Bedi
Jiske peeche sau sar, sau samanth, watan aur vachan ke liye sar katane ko taiyar ho ... woh samrat Prithviraj Chauhan hota hai
Unknown
Aaye hai toh jayenge ... raja, runk, fakeer ... ek sinhasan chhad chale ... duja bandhe zanjeer
Annu Kapoor
Rajput apni baat rakhne ke liye mushkil hi nahi ... namumkin cheezen karne ke liye mashoor hai
Vijay Anand
Ek asli raja uski zameen ya daulat se nahi ... balki usne jitne dil jeete hai, usse pehchana jaata hai
Jinke darwazon par kal haathi jhoomte the aaj veeraan ho gaye hai ... rajaon aur nawaabon ke mahal ab hotel ban chuke hai ... ho sakta hai ki aapki yeh kothi bhi kisi din astabal ban jaye
Shashi Kapoor
Kuch log ghulam banke hi sahi sau saal jeena chahte hai ... lekin kuch log ek din bhi jeeye toh sultan ki tarah jeena chahte hai
Rajbhavan ke vaibhav mein kewal rajkumar janam lete hai ... parantu ek raja rakht bahakar, ghaav khakar, janam leta hai ranbhoomi mein
Yash
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory