Gabbar ke taap se tumhe ek hi aadmi bacha sakta hai, ek hi aadmi ... khud Gabbar
Arrey oh Sambha ... kitna inaam rakhe hai sarkar ham par?
Kitney aadmi the?
Bahut yaraana lagta hai
Jab tak tere pair chalenge uski saans chalegi ... tere pair ruke toh yeh bandook chalegi
Tera kya hoga Kaalia?
Joh darr gaya ... samjho marr gaya
Yeh haath humko de de Thakur
Yahan se pachas pachas kos door gaon mein ... jab bachcha raat ko rota hai, toh maa kehti hai bete soo ja ... soo ja nahi toh Gabbar Singh aa jayega
Holi kab hai ... kab hai Holi, kab?
Ab goli kha
Soowar ke bachcho!
Yeh Ramgarh waale apni betiyon ko kaun chakki ka pisa aata khilate hai re?
Kya samajhkar aaye the ... ki sardar bahut khush hoga, shabashi dega?
Iski sazaa milegi ... barabar milegi!
Is pistol mein teen zindagi, teen maut bandh hai ... dekhen kisse kya milta hai
Che goli aur aadmi teen ... bahut nainsaafi hai yeh
Bach gaya saala!
Jis din main bhaag nikla ... bahut pachtaoge Thakur
Daulat ka pedh jab bhi ughta hai ... paap ki zameen mein hi ughta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory