Jeetne se zyada ladna zaroori thehra
Bura banke breakup toh koi bhi kar sakta hai ... khoobsurat breakup woh hota hai jis mein saamne wale ko, uske ghar walo ko, rishtedaro ko, sabko lage ki ladki toh bahut pyari hai ... hamare ladke mein hi khot hai
Hamare beech wahi rishta hai ... joh jugnu ka roshni se hai ... phoolon ka os se hai ... hiran ka kasturi se hai ... aur atma ka atma se hai
Nauvari kehte hai isse, kya, nauvari ... yeh sirf kapda nahi abhimaan hai ... jise pehanne mile woh bhagyawan hai ... arre Marathi zaat ka samman hai yeh, aur Marathi maaz ki pehchaan hai yeh
Pade pade mari toh bechaari kehlaungi ... par naachte huye mari toh misaal ban jaaungi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory