Ek achche aadmi ki pehchan hoti hai uske ghun ... hamare shaastron mein bhi paanch saat ghun maane gaye hai ... daya, dharam, prem, tyaag aur shama
Hum Punjabi log haddiyan todh sakte hai ... lekin kisi ka dil nahi todh sakte
Yahan aaj kal har shaksh, har pal haadsa hone se darta hai ... khilona hai joh mitti ka woh fanaa hone se darta hai ... hum sabke dilon ke kisi kone mein yeh masoom bache bachiyan ... hum badhon ki dekhkar duniya, bada hone se darte hai
Aye aasmaan tere khuda se nahi hai khauff ... aye zameen tere aadmi se darr lagta hai
Main woh keeda hoon joh ek baar jism se lag jaye ... toh poora khoon choosne ke baad hi chhodta hai
Sher ki sawari ki sabse zyada dardnak baat yahi hoti hai ... ki jab bhi koi uski sawari se utarna chahta hai ... woh sher usse kha jaata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory