Is zindagi mein sirf do hi sach hai ... ek hai jeevan aur doosra mrityu
Jackie Shroff
Time badal gaya hai ... time ke saath cheezon ki definition bhi ... aaj joh paisa leke kaam kare woh imaandar hai ... joh paise leke kaam na kare woh corrupt hai
Unknown
Sachai ki pauti se badi bharose ki chitti hai ... bharosa hai tabhi dhanda hai
Allu Arjun
Sach aur saboot taiy karta hai ki kisko saza milni chahiye aur kisko nahi ... kisko kitni saza milni chahiye aur kitni nahi
Kajol
Sau jhooth girane ke liye na ... sach ki ek hi maar kaafi hai
Sach ke saath saath logon ko bhi samajhna zaroori hai ... system ko samajhna zaroori hai
Imaandari ka shringaar acha lagta hai, na ki ghamand
Prem ki pukaar agar sau-fi-sadi sach nahi hai ... toh isse bada jhooth duniya mein koi nahi ho sakta hai
Dev Anand
Jab khud ki taarif jhooth lagne lage ... toh sach ki khoj mein nikal padna chahiye
Agli baar kirdaar imaandar rakhna ... janazah shandaar niklega
Sonu Sood
Sachai kehne wale ki zubaan lambi nahi hoti hai ... tezz hoti hai ... kyun ki iski haqeeqat dil par teer ki tarah chub jaati hai
Karisma Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory