Yeh karza joh hai na kutte paalne jaisa hai ... kehne ke liye suraksha karta hai ... par roz bow-bow karke roti maangega ... aur joh ek din roti na do na toh kaat dega yeh
Jeevan aur mrityu ke beech ek hi cheez mahatvapoorn hai ... aur woh hai varchasva ... hamari duniya mein yeh varchasva aata hai power se, aur is power ka prateek hai yeh gaddi
Galati pakde jaane ke baad maafi maangna, baimaani huyi ... aur baimaani humein sweekar nahi hai
Gaddi na toh virasat se milti hai, na siyasat se ... milti hai toh sirf aur sirf baahubal se ... aur tikti hai darr pe ... jis din is par baithe samjho maut se tumhara rishta pakka ho gaya
Khatra chahe jitna bhi chota ho, usse jeevit nahi chhod sakte ... yehi gaddi ka niyam hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory