|
Hindi Lyrics
|
English Translation
|
| Hai liye hathyaar dushman | The armed enemy |
| Taak mein baitha udhar | Is sitting ready there |
| Aur hum taiyaar hai | And we're ready |
| Seena liye apna idhar | With our courage here |
| Khoon se khelenge Holi | We will play Holi with blood |
| Gar watan muskhil mein hai | If our nation is in trouble |
| Sarfaroshi ki tamanna | The desire for revolution |
| Ab hamare dil mein hai | Is in our hearts |
|
|
| Haath jin mein ho junoon | The hands that have the passion |
| Katt te nahi talvaar se | No sword can cut them |
| Sar joh uth jaate hai | The heads that rise up high |
| Woh jhukte nahi lalkaar se | They don't bow down with any threat |

| Aur bhadkega joh shola sa | It will erupt like a fire |
| Hamare dil mein hai | For what is there in our hearts |
| Sarfaroshi ki tamanna | The desire for revolution |
| Ab hamare dil mein hai | Is in our hearts |
|
|
| Hum toh ghar se nikle hi the | We had left from our homes |
| Baandhkar sar pe kafan | Wearing a shroud on our head |
| Jaan hatheli par liye | Taking our lives in our hands |
| Lo bhad chale hai yeh kadam | Our legs are marching forward |
| Zindagi toh apni mehmaan | Life is our guest |
| Maut ki mehfil mein hai | In the assembly of death |
| Sarfaroshi ki tamanna | The desire for revolution |
| Ab hamare dil mein hai | Is in our hearts |
|
|
| Dil mein toofano ki toli | With a host of storms in our heart |
| Aur nason mein inquilaab | And with revolution in our veins |
| Hosh dushman ke udha denge | We will shock the enemy |
| Hum mein roko na aaj | Don't try to stop us today |
| Door reh paaye joh humse | It can't stay far away from us |
| Dum kahan manzil mein hai | The destination doesn't have that valor |
| Sarfaroshi ki tamanna | The desire for revolution |
| Ab hamare dil mein hai | Is in our hearts |
| Sarfaroshi ki tamanna | The desire for revolution |
| Ab hamare dil mein hai | Is in our hearts |
|
|
|