|
Hindi Lyrics
|
English Translation
|
| Apni marzi se kahan apne safar ke hum hai | This journey is not of our making |

| Rukh hawaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai | We go in whichever direction the wind blows |

| Pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai | Earlier everything was mine |

| Apne hi ghar mein kisi doosre ghar ke hum hai | But now it feels as if I'm a guest in my own house |
| Apne hi ghar mein kisi doosre ghar ke hum hai | But now it feels as if I'm a guest in my own house |
| Rukh hawaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai | We go in whichever direction the wind blows |
| Apni marzi se kahan apne safar ke hum hai | This journey is not of our making |
|
|
| Waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon se | The journey of time and soil has been there for years |

| Kisko maloom kahan ke hai kidhar ke hum hai | Who knows from where we've come |
| Kisko maloom kahan ke hai kidhar ke hum hai | Who knows from where we've come |
| Rukh hawaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai | We go in whichever direction the wind blows |
| Apni marzi se kahan apne safar ke hum hai | This journey is not of our making |
|
|
| Chalte rehte hai ke chalna hai musafir ka naseeb | We have to keep moving as that's the fate of a traveller |

| Sochte rehte hai kis rahguzar ke hum hai | We keep thinking about which bygone road we're from |