Main sahi hoon ya galat iska faisla aap nahi desh ki janta karegi ... kyun ki sabse upar main ek hi adalat ko maanta hoon ... aur woh hai janta ki adalat
Nawazuddin Siddiqui
Jis rang ki goli mujhe chhuke guzregi ... woh rang is desh se hamesha ke liye mitt jayega
Aaj ke doobte huye suraj ke andhere se main nahi darta ... kal ka ughta hua suraj aasman ko phir se kesariya bana dega
Aadmi ki taqat aur uski himmat, uski chaati kitne inch ki hai isse tay nahi ki jaati ... uski taqat hoti hai uske dimaag mein
Bheekh maange se acha hai gunda banke apna haq cheenna
Mere hisaab se do hi loktantra hai ... ek woh jis mein sehna hai, chup rehna hai ... ya woh jis mein sehna nahi hai, kehna hai
Marathi manus ghaati hoga lekin ghatiya nahi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory