Pyar karna bahut log sikhate hai ... par afsoos us pyar ko bhulate kaise hai ... yeh saala koi nahi sikhata
Ayushmann Khurrana
Zindagi side 'A' se side 'B' ki tarah ghoomti gaano ki reel ki tarah hi toh hai ... kabhi koi gaana itna pasand hai ki khatam hone se dar lagta hai ... kabhi koi gaana poore din honthon se jaane ka naam nahi leta ... aur kabhi koi gaane ke sirf dhun yaad reh jaati hai
Zindagi ek pighalti hui ice cream ki tartah hai ... taste nahi kiya toh waste ho jayegi
Kuch gaane aapki zindagi se yoon hi judh jaate hai ... unki dhun mein lipte hote hai chote badhe kisse ... kayi saari yaadein
Zindagi se behad pyar tha usse ... aur khud se zindagi se bhi zyada
Pyar mein itne thokar khane ke bawajood, zakhm pe Iodex malkar veer jawaan hamesha khade ho jaate hai ... ek aur try karne ke liye
Jab love ki spelling bhi nahi aati thi ... matlab toh door ki baat thi ... tab se jisse pyar kiya hai aur jab woh haan bol de ... toh jaan bas nikalte nikalte reh jaati thi
Sex is the answer to all problems ... zindagi ka solution hai Sir ... yeh ek hi cheez hai joh karne ke liye aapko yeh nahi sochna padta hai, am I dressed right for the occasion or not
Unknown
Matlabi zindagi ki chaal keh lo ya Newton ka law of gravitational attraction ... life mein dhan-te-na toh hona hi tha
India ko ek karane mein cricket aur Chitrahaar ko sara credit jaata hai
Kuch combinations hai na itna kamina kisam ka hota hai ... alag alag mazedaar ... lekin saath mein na phata-phatti ... magic sa ho jaata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory