|
Hindi Lyrics
|
English Translation
|
| Baagh ko janam dene wala baghban | A gardener gives life to a garden |
| Parivar ko janam dene wala pita | A father gives life to a family |
| Dono hi apne khoon paseene se | Both with their sweat and blood |
| Apne paudhon ko seenchte hai | Nurture their own plants |
| Na sirf apne pedh se | They love not only their trees |
| Uske saaye se bhi pyar karte hai | But also the shadows of their trees |
| Kyun ki usse umeed hai | Because they are hoping that |
| Ek roz jab woh zindagi se thak jayega | One day when they'll get tired of life |
| Yahi saaya uske kaam aayega | These very shadows will shelter them |
|
|
| O dharti tarse ambar barse | The earth yearns, the sky rains down |
| Rut aaye rut jaaye haaye | The seasons come and go |
| Har mausam ki khushboo chunke | Selecting the fragrance from each season |
| Baghban baagh sajaye | The gardener decorates his garden |
|
|
| Baaghon ke har phool ko apna samjhe baghban | The gardener considers every flower as his own |

| Har ghadi kare rakhwali | He protects them all the time |
| Patti patti, daali daali seenche baghban | He waters every leaf and every branch |

| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |

| O madhuban ki bahaar le aaye | Spring has come to the flower garden |
| Mausam reete reete haaye mausam reete reete | The seasons have changed |
| Janam janam ki trishna bujh gayi | The thirst of ages has ended |
| Birha ke kshan beete haaye birha ke kshan beete | The moments of separation have passed |
| Phir se sajaye bikhre apne sapne baghban | Once again, the gardener adorns his scattered dreams |
| Phir se sajaye bikhre apne sapne baghban | Once again, the gardener adorns his scattered dreams |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai rab hai baghban | The gardener is god |
|
|
| O ungli thaam ke jin birhon ko humne dikhayi raah | We held their fingers and showed them the path |
| Maat pita ki unke mann mein tanik nahi parvah | Now they have no concern about their parents |
| O aansuan bhar naino se inko dekhe baghban | The gardener looks at them with tear filled eyes |
| Aansuan bhar naino se inko dekhe baghban | The gardener looks at them with tear filled eyes |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
|
|
| O kisne dukh ki agni daali banjar ho gaye khet | Who spread this fire of grief, as the fields have gone barren |
| Hari bhari jeevan baghiyan se udne lagi hai ret haaye | The sand has begun to fly from the garden of life |
| Kya boya tha aur kya kaata soche baghban | The gardener wonders, what he has reaped and what he sowed |
| Kya boya tha aur kya kaata soche baghban | The gardener wonders, what he has reaped and what he sowed |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai rab hai baghban | The gardener is god |
|
|
| O yahi sochke saansein likh di in phulan ke naam | He wrote his breaths in the name of flowers |
| Inki chaiyya chaiyya beete umr ki dhalti shaam | In whose seeds was the setting of his evening |
| Gunche hardam hi muskaye chahe baghban | The gardener wants his buds to smile forever |
| Gunche hardam hi muskaye chahe baghban | The gardener wants his buds to smile forever |
| Har ghadi kare rakhwali | He protects them all the time |
| Patti patti, daali daali seenche baghban | He waters every leaf and every branch |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai rab hai rab hai rab hai rab hai baghban | The gardener is god |
|
|
| Woh sooraj hai layi jisne dhoop aangan aangan mein | The sun that has brought light in every courtyard |
| Kyun hai akelepan ka andhera aaj ussi ke daaman mein | Today why is he in the darkness of loneliness |
| Kya chaha tha aur kya paaya soche baghban | The gardener wonders, what he wanted and what he got |
| Kya chaha tha aur kya paaya soche baghban | The gardener wonders, what he wanted and what he got |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban | The gardener is god |
| Baghban rab hai baghban, baghban, baghban | The gardener is god |
|
|
|