Mera farz sirf gunahgaron ko rokne ka nahin ... balki gunah rokne ka bhi hai
Aansoon mitkar bhi kahan mittate ... phail jaate hai kabhi dhood bankar ... ubhar aate hai kabhi khoon bankar ... aur yahi khoon jab aankhon mein utar aata hai toh aansuyon ki barsaat ho jaati hai
Khoon jaise apna rang nahi badalta ... vaise hi khoon apne khoon ke sar ki jhooti kasam nahi khaata
Tumne apna raasta aur pesha bhale hi badal liya ho ... main ab bhi usse raaste par chal raha hoon aur mera pesha bhi wahi hai
Nazar par bhi nazar rakhni padti hai
Insaan ki aukaat hi kya hoti hai ... ek cheenk se shuru hoti hai ... doosri cheenk par khatam ho jaati hai
Main waqt ki aankh se tapka hua aansoon ka ek katra hoon ... jisko mohabbat ki hatheli par agar koi sajaa le toh moti ban jaaye
Har ek zindagi ek cheenk se shuru hokar ek cheenk par khatam ho jaati hai ... in do cheenkho ke beech leti hui zindagi lagatar cheenkhte rehne ka naam hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory