Market ka doodh market mein hi pee lena chahiye ... garma garm
Zindagi zaroorto ke hisaab se guzaarni chahiye ... na ki khwaisho ke hisaab se ... kyun ki zaroortein saala fakir ki bhi poori ho jaati ... magar khwaishein badshaho ki bhi adhoori reh jaati hai
Shaadi nahi hui toh kya hua, suhagraat toh roz manati hoon ... pati nahi mila toh kya hua, crorepati toh roz milte hai
Saali zindagi hai hi fifty fifty ... kisi ki kaali zindagi mein umeed ki safedi ... toh kisi ki safed zindagi mein samjaute ka kaala daag
Jin logon ki zindagi gaali ho na ... woh bhajan nahi gaya karte
Hum galati kare toh maafi maang lete hai ... koi doosra galati kare toh insaaf maangte hai
Apun ko private property nahi banna ... apun public property hi thik hai
Joh ladki apna jism bechti hai ... uske saath uska zameer bhi bik jaata hai
Jeet hasil karne ke liye daleelon ki nahi ... talent ki aur buland hausalon ki zaroorat hoti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory