Ramzan mein bhi toh "Ram" hota hai ... aur Diwali mein "Ali"
Vazan uthane waale ki baaton mein kya vazan aaya hai ... action hero ke andhar romance ka tadka nazar aaya hai
Bhagwan kisi ko bada dil deta hai ... kabhi kisi ko bhagwan bada dimaag deta hai ... lekin apna dimaag lagakar apne dil se poocho ... ki bhagwan ne tumhe kya diya hai
Main samay hoon ... main dard nahi, dawa bhi nahi ... main khuda nahi, duaa bhi nahi ... yaaron mujhse darna nahi ... aur waqt se pehle kabhi marna nahi
Waqt ek parinda hai ... aur woh us hi ke saath hai joh zinda hai
Apne desh ki chitti ho ya mitti ho ... dono ko hi dekhkar bada sukoon milta hai
Ab kisi ka bhi nahi hoga baal baanka ... bachenge kaki aur kaka ... sabki maa ka Saki Naka
Agar ladki ko izzat doge na ... toh hi woh apni izzat aapko degi
Main yoon hi logon ki kismat aazmata hoon ... waqt hoon na, waqt par hi aata hoon
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory