Filmy Quotes
Dialogues, Lyrics & More

Home

Movies

Stars

Singles

Categories

Roles

Evergreen

Quiz

Support

Aate Jate Khoobsurat Awara

Anurodh

Lyrics Translation
Aate jate khoobsurat awara sadko peWhile travelling on beautiful paths
Kabhi kabhi itefaq seSometimes by coincidence
Aate jate khoobsurat awara sadko peWhile travelling on beautiful paths
Kabhi kabhi itefaq se kitne anjaan log mil jate haiSometimes by coincidence you meet many strangers
Un mein se kuch log bhool jate hai kuch yaad reh jate haiFrom them we tend to forget some people and some are unforgettable

Awaaz ki duniya ke dostonMy musical friends
Kal raat kisi jagah pe mujhkoLast night at some place
Kis kadar yeh haseen khayal mila haiSomehow I got this lovely idea
Raah mein ek reshmi rumaal mila haiAnd I found a silky handkerchief on the road

Joh giraya tha kisine jankarSomeone had dropped it on purpose
Jiska ho le jaye woh pehchankarWhoever it belongs to can come and take it
Varna main rakh lunga usko apna jankarOr else I'll keep it as mine
Kisi husnwale ki nishani mankar, nishani mankarThinking that it's a souvenir from a beautiful person

Hanste gaate logon ki baaton hi baaton meinWhile talking and laughing with people
Kabhi kabhi ek mazak se kitne jawan kisse ban jate haiSometimes many stories are formed from just one joke
Un kisso mein chand bhool jate hai chand yaad reh jate haiFrom them we tend to forget some stories and some are unforgettable
Un mein se kuch log bhool jate hai kuch yaad reh jate haiFrom them we tend to forget some people and some are unforgettable

Taqdeer mujhpe meherban haiMy destiny has blessed me
Jis shaukh ki yeh dastan haiFor this is the tale of that hobby
Usne bhi shayad yeh paigham suna hoMay be she has heard my message
Mere geeton mein apna naam suna hoMay be she has heard her name in my songs

Door baithi yeh raaz woh jaan leAlthough she's far, but I want her to know this secret
Meri aawaz ko pehchan leI want her to recognize my voice
Kash phir kal raat jaisi barsaat hoI wish it rains again just like last night
Aur meri uski kahin mulaqat ho, mulaqat hoAnd I hope we have a meeting in that weather

Lambi lambi raaton mein neend nahi jab aatiWhen you don't feel sleepy in these long nights
Kabhi kabhi is firaq se kitne haseen khwaab ban jate haiSometimes in that separation many beautiful dreams are formed
Un mein se kuch khwaab bhool jate hai kuch yaad reh jate haiFrom them we tend to forget some dreams and some are unforgettable
Un mein se kuch log bhool jate hai kuch yaad reh jate haiFrom them we tend to forget some people and some are unforgettable
Aate jate khoobsurat awara sadko peWhile travelling on beautiful paths
Kabhi kabhi itefaq se kitne anjaan log mil jate haiSometimes by coincidence you meet many strangers
Un mein se kuch log bhool jate hai kuch yaad reh jate haiFrom them we tend to forget some people and some are unforgettable
Watch Video
Copyright © FilmyQuotes.com