Filmy Quotes
Dialogues, Lyrics & More

Home

Movies

Stars

Singles

Categories

Roles

Evergreen

Quiz

Support

Aur Hum Tum

Wajood

Lyrics Translation
Parbaton pe baadalon ki zulf khul gayiThe tresses of the clouds have spread on the mountains
Oas jagmagayi shaakh shaakh dhul gayiThe dewdrops are shining on the branches of trees
Jaage nazare, jaagi bahaarein, jaage zameen aasmaanThe sceneries, the weather, the earth, the sky have all woken up
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tumAnd also the two of us
Thandi hawayein, ujli fizayein, mehka hua yeh sammaWhere there's a cold breeze, bright light, fragrance in the air

Gaata hai mausam, gaate hai panchi, gaati hai yeh vaadiyanThe weather, the birds, the valleys are all singing

Phool ko koi kiran joh choomne lagiA ray of light has started to kiss the flowers
Zindagi bahaar banke jhoomne lagiLife is swaying around like the spring season

Raahon mein rangon aur khushbuon ke nikle haseen caravanThere's a caravan of colours and fragrances in the paths
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tumAnd also the two of us
Thandi hawayein, ujli fizayein, mehka hua yeh sammaWhere there's a cold breeze, bright light, fragrance in the air
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tumAnd also the two of us

Ho gayi hai reshmi yeh narm roshniThis soft light has become velvety
Saans mein ghula hua hai geet sa koiA song has dissolved in my breaths

Khoyi dishayein, khoyi hai raahein, khoye hai saare nishaanThe directions, the paths, the signs are all lost
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tumAnd also the two of us
Thandi hawayein, ujli fizayein, mehka hua yeh sammaWhere there's a cold breeze, bright light, fragrance in the air
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tumAnd also the two of us
Gaata hai mausam, gaate hai panchi, gaati hai yeh vaadiyanThe weather, the birds, the valleys are all singing
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tumAnd also the two of us
Watch Video
More From Wajood
Dialogues
Copyright © FilmyQuotes.com