Ek baap ki zindagi mein khushiyon ka mauka sirf do baar aata hai ... pehli baar toh tab jab uska beta zindagi ke farsh par pehli bar bina kisi sahare ke kadam rakhta hai ... aur doosra tab jab wahi beta bada hokar apni shaadi shudha zindagi mein apna pehla kadam rakhta hai
Satish Shah
Do log tabhi milte hai jab destiny unko milvana chahti hai
Shahid Kapoor
Agar tum destiny ko maanti ho toh yeh ittefaq ho nahi sakta ... aur agar yeh ittefaq hai toh main yeh chahunga ke aaisa khubsoorat ittefaq mere saath roz ho
Agar sunne waala achcha ho ... toh mooh se achchi baatein apne aap nikalti hai
Tumne destiny ko test kiya hai ... ab destiny tumhe test kar rahi hai
Kiron Kher
Taqdeer se badkar hai vishvas ... kyun ki agar insaan mein vishvas ho toh woh apni taqdeer ko badal sakta hai
Yeh body hai na ek temple hai ... isse hamesha saaf rakhna chahiye
Abbe kya rakha hai in baaton mein ... khurpa lele haathon mein
Satish Kaushik
Tum dono haddiyon mein main kabab nahi banna chahti
Unknown
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory