Filmy Quotes
Dialogues, Lyrics & More

Home

Movies

Stars

Singles

Categories

Roles

Evergreen

Quiz

Support
Movies Quiz

Select movie name from dialogue.

Aaj raajneeti woh vaishya hai jiski kamai bazar ke sab log khana chahte hai ... aur neta ki kursi kutton ke beech padi hui haddi ki tarah hai ... ab is desh ka vatavaran do hi sooraton mein badla ja sakta hai ... ya toh sare netaon ko bhrashtachar ki kanooni azaadi di jaye, ya kisi bhi bhrasht neta ko zinda na chhoda jaye




Har rishtey ki destiny alag hoti hai ... aur woh toh chance deke hi pata chalti hai




Tu mooh se bolega toh kuch hi logan sunenge ... balla bolega toh sari duniya ko sunna padega




Main tujhe aaisi maut maroonga ... joh maut kisi dushman ne kisi dushman ko bhi na di hogi




Joh aadmi bahut hasta hai ... woh rota bhi bahut hai




Na kar bandeya meri teri ... char dinan da phair hai duniya ... phir tu bhi mitti, main bhi mitti




Dar hona chahiye aur woh dil mein hona chahiye ... aur woh dil apunka nahi samne wale ka hona chahiye




Jab apun khada ... toh sarkar se bada!




Main sab dharmon ka aadhar karta hoon ... aur kisi bhi dharm mein maanta nahin




Agar chain se sona hai toh jaag jaiye!




Copyright © FilmyQuotes.com