Filmy Quotes
Dialogues, Lyrics & More

Home

Movies

Stars

Singles

Categories

Roles

Evergreen

Quiz

Support

O Dharti Tarse Ambar Barse

Baghban

Lyrics Translation
Baagh ko janam dene wala baghbanA gardener gives life to a garden
Parivar ko janam dene wala pitaA father gives life to a family
Dono hi apne khoon paseene seBoth with their sweat and blood
Apne paudhon ko seenchte haiNurture their own plants
Na sirf apne pedh seThey love not only their trees
Uske saaye se bhi pyar karte haiBut also the shadows of their trees
Kyun ki usse umeed haiBecause they are hoping that
Ek roz jab woh zindagi se thak jayegaOne day when they'll get tired of life
Yahi saaya uske kaam aayegaThese very shadows will shelter them

O dharti tarse ambar barseThe earth yearns, the sky rains down
Rut aaye rut jaaye haayeThe seasons come and go
Har mausam ki khushboo chunkeSelecting the fragrance from each season
Baghban baagh sajayeThe gardener decorates his garden

Baaghon ke har phool ko apna samjhe baghbanThe gardener considers every flower as his own

Har ghadi kare rakhwaliHe protects them all the time
Patti patti, daali daali seenche baghbanHe waters every leaf and every branch

Baghban rab hai baghbanThe gardener is god

O madhuban ki bahaar le aayeSpring has come to the flower garden
Mausam reete reete haaye mausam reete reeteThe seasons have changed
Janam janam ki trishna bujh gayiThe thirst of ages has ended
Birha ke kshan beete haaye birha ke kshan beeteThe moments of separation have passed
Phir se sajaye bikhre apne sapne baghbanOnce again, the gardener adorns his scattered dreams
Phir se sajaye bikhre apne sapne baghbanOnce again, the gardener adorns his scattered dreams
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai rab hai baghbanThe gardener is god

O ungli thaam ke jin birhon ko humne dikhayi raahWe held their fingers and showed them the path
Maat pita ki unke mann mein tanik nahi parvahNow they have no concern about their parents
O aansuan bhar naino se inko dekhe baghbanThe gardener looks at them with tear filled eyes
Aansuan bhar naino se inko dekhe baghbanThe gardener looks at them with tear filled eyes
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god

O kisne dukh ki agni daali banjar ho gaye khetWho spread this fire of grief, as the fields have gone barren
Hari bhari jeevan baghiyan se udne lagi hai ret haayeThe sand has begun to fly from the garden of life
Kya boya tha aur kya kaata soche baghbanThe gardener wonders, what he has reaped and what he sowed
Kya boya tha aur kya kaata soche baghbanThe gardener wonders, what he has reaped and what he sowed
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai rab hai baghbanThe gardener is god

O yahi sochke saansein likh di in phulan ke naamHe wrote his breaths in the name of flowers
Inki chaiyya chaiyya beete umr ki dhalti shaamIn whose seeds was the setting of his evening
Gunche hardam hi muskaye chahe baghbanThe gardener wants his buds to smile forever
Gunche hardam hi muskaye chahe baghbanThe gardener wants his buds to smile forever
Har ghadi kare rakhwaliHe protects them all the time
Patti patti, daali daali seenche baghbanHe waters every leaf and every branch
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai rab hai rab hai rab hai rab hai baghbanThe gardener is god

Woh sooraj hai layi jisne dhoop aangan aangan meinThe sun that has brought light in every courtyard
Kyun hai akelepan ka andhera aaj ussi ke daaman meinToday why is he in the darkness of loneliness
Kya chaha tha aur kya paaya soche baghbanThe gardener wonders, what he wanted and what he got
Kya chaha tha aur kya paaya soche baghbanThe gardener wonders, what he wanted and what he got
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghbanThe gardener is god
Baghban rab hai baghban, baghban, baghbanThe gardener is god
Watch Video
Copyright © FilmyQuotes.com